Hello Dosto sawagat Hai aapka “techdemis website” pe dosto aaj ke samay mai lagbhag har ik smartphone user instagram app (instaup App ) use karta hi hai or aap bhi karte honge. dosto abhi ke time pe instagram par jiske jitne followers hote uska utna jayda name hota hai agar koi user ki alag se name hai to instagram pe log unhe follow kar hi lete hai lekin dosto jo normal user hote hai unhe koi follow nahi karta. To isliye dosti aaj ke iss video mai aapko bataunga “How To Get More Followers On Instagram” To isliye dosto post ko last tak padhna hai. Kyu Ki dosto iss article me mai aapko Instaup App ke bare me bataunga jiska use kar ke aap apne instagram par jitna chaho utna followers badha sakte ho wo bhi bilkul free mai.
Table of Contents
Instaup App Kya Hai ?
Dosto instaup ik auto follower app hai iska use kar ke aap apne instagram par followers or likes badha sakte ho iss app se followers badhane ke liye aapko coins jama karne hote. joki aap dusre user ko follow kar ke kar sakte ho or dosto aapko isme auto follow ka bhi option mill jata hai jisse aapko baar baar kisi ko follow karme ki jarurt nahi paregi ik baar click kar ke chor dene se hi dusre account ko follow hote rahenge or aapke coins badhate rahenge or phir aap usi coins ka use kar ke aap apne followers or likes badha sakte ho.
Instaup App Safe Hai ?
Dosto iss app mai aap apne fake account se login kar ke real account par followers le sakte ho aapko followers send karne ke liye bas aapko apne real account ka username use karna hoga, jisse aapko apne real account ka password share nahi hota or aapka real account safe rehta hai.
Or dosto aapka account disable hone se bhi bach jata q ki jo bhi following hoti hai saari fake account se hoti hai jisse agar following spam hoga to aapke fake account pe aapka real account puri tarh se safe rahega.
Bots Followers Milenge Ya Real ?
Dosto iss app se aapko jo bhi followers milte hai wo saare ke saare fake account followers hote hai q ki dosto iss app mai aapko jo auto following ka option milta hai jisse aap dusre user ko follow kar ke coins badhate ho usi tarh se dusre user ke paas bhi order lagane ke baad aapka accout jata or wo aapko follow karte to iss app pe jo bhi followers milenge wo real honge lekin fake.
Followers Drop To Nahi Honge ?
Dosto iss app par aapko anti follow ka feature mill jata hai jisse agar koi aapko unfollow karta to uske bhi follower drop honge, isliye aapko koi unfollow nahi karta or doto jab fake account se kisi user ka jayda following hota tab aapke kuch followers drop ho jate q ki jayda following hone se instagram uss account ko disable kar deta or wo follower drop ho jata.
Read Also – Get Free 10k Instagram Followers Daily
Instaup app download kaise kare ?
Dosto aap ko app ko download karne ke liye niche diye gay button par click karna hai phir agla page open hoga waha par aapko app ka name show hoga aapko uspe click kar ke app ko download kar lena hai.
Instaup App Use Kaise kare ?
Dosto jab aap app ko install kar To aapko app ko open karna hai phir kuuch iss type ka interface open hoga yaha par aapko apne fake account ka user name password daal ke login kar lena hai.
Phir home oage open ho jayga yaha par aapko image mai batay gay option ko follow karna hai. Aapko sabse pehle image view ko of kar dena hai phir jo bhi service chaiye aapko like , follow uspe click kar ke auto follow ko on kar dena hai phir coin increase hona start ho jayga. Jab thore se coins jama ho jaay to aapko home button par click kar dena hai.
Phir kuuch iss tarh ka page open ho jayga. yaha par aapko get followers wale option pe click karna hai agar aapko followers lena ho to.
Phir ye page open hoga yaha par aapko search icon par click kar ke apne account ko search kar lena hai. or use open kar lena hai.
Phir ye page open hoga yaha par aapko apne coins ke hisab se order select kar ke order laga dena hai phir thori der mai aapke account par followers chale jaynge.
Conclusion
To dosto aaj ke iss article me hamne aapko instaup app ke bare mai bataya jise use kar ke aap apne instagram account par free mai followers or likes le sakte ho. or dosto jiss tarh se hamne app ko use karne ko bataya hai usi tarh se app ko use kare.Dhanyawaad.
Hi