Hello dosto sawagat hai aapka “techdemis website” par dosto aaj ke iss article mai ham aapko bataynge ki kaise aap FollowBaz App ka use kar ke aap apne instagram account ko grow kar sakte ho to isliye dosto article ko last tak padhna.
FollowBaz App Kya Hai ?
Dosto FollowBaz App ik aisa app hai jiska use kar ke aap apne instagram account par free mai followers or likes le sakte ho. Or dosto iss app mai aapko kuuch aise feature mill jate hai jiska use kar ke aap kafi kam samy mai kafi jayda followers or likes le sakte ho. Dosto iss app se free mai aapko followers or likes badhane ke liye aapko dusre user ko follow karna hota hai jiske liye aapko ik fake account se login karna hota hai. Or aapko app pe autofollow ka option milta hai uspe click karne ke baad aapa coins jama hone lagega jiska use kar ke aap apne insagram account par followers or likes badha sakte ho.
Account Disable To Nahi Hoga ?
Dosto ye sawal har ik user ke man mai hota hai app ko use karne se pehle lekin dosto mai aapko bata du FollowBaz App kafi jayda secre hai q ki iss app mai aapko fake account se login karne ka option milta hai jisse jo bhi following spam hoga fake account pe hoga or fake account disable hoga real account nahi aapka real account safe rahega.
Account Hack To Nahi Hoga ?
Ji nahi dosto jaisa ki maine aapko upar mai bataya aapko iss app pe fake account se login kar ke real account par followers le sakte ho. To dosto aapko pata hi hoga jab tak aap apne account ka username ke sath paasword share nahi karte tab tak aapka account secre rehta .
Note- Aapko kisi app par real account ka username ke sath paasword share nahi karna hai.
Likes Or Followers Drop To Nahi Honge ?
Dosto followbaz app ko use karne se aapke 10-20% followers or likes drop honge q ki dosto iss app mai aapko anti follow mode ka option diya jata hai isse ye fayda hota hai ki agar koi user aapko unfollow kata to uske bhi followers drop honge isliye koi aapko unfollow nahi karta or 10-20% isliye drop hote q ki dosto jo fake account se jayda following spam hota wo account disable ho jata hai or jo account disable hote wo drop ho jate hai .
Real Followers Or Likes Milenge Ya Bots ?
Dosto iss app mai aapko jo bhi followers milte hai wo saare fake account followers hote hai kyu ki dosto iss app mai coin jama karne ke liye fake account se login karna hota hai.or auto follow on kar ke dusre user ko follow karna hota hai . jab aap order lagate ho to usi tarh se dusre user ke paas aapka account jata or wo aapko follow karte.
FollowBaz App Letest Update Download Kaise Kare ?
Dosto FollowBaz App Ka Leteser Update Download karne ke liye aapko niche diye gay button pe click karna hai. phir agala page open hoga to waha pe aapko app name show hoga to aapko usi pe click kar ke app ko download kar lena hai.
FollowBaz App Use Kaise Kare ?
Dosto jab aap app ko install kar lo to aap ko app ko open karna hai. phir kuuch iss tarh ka page open hoga.
Yaha par aapko koi bhi ik option pe click karna hai phir next page open hoga.
Yaha par aapko apne fake aacount ka username or paasword daal ke login kar lena hai.Phir home page open ho jayga.
Yaha par aapko get coin ke option par click karna hai phir next page open hoga.
Yah par aapko auto mode ka option milta hai aapko jo bhi chij ka coin chaiye uspe click kar ke auto mode ko chalu kar dena hai phir jab aake coin jama ho jaay to aapko back home page pe aana hai.
Home page par aapko order for others ke option par click karna hai phir apna real account ka user name daal ke search kar len hai.
Phir yaha pe aapka account show hoga agar aapko like comment chaiye to post pe click karna hai or followers badhane ke liye request followers ke option par click kare.
Phir yaha par aapko apne coin ke hisab se select kar ke order laga dena hai.
Conclusion
Dosto aaj ke is article mai hamne aapko batay ki kaise aap followbaz app ka use kar ke apne instagram followers or likes badha sakte ho. dosto iss app ko jaise use karne ke liye hamne bataya hai waise hi aapko use karna hai nahi to aapke aacount pe dikkat aa sakti hai. dosto agar aapko post acchi lagi ho to ik acha sa comment kare. Dhanywaad.